is dor ka ilaaj faqat zulfiqar hai

Manqabat 2019 | is dor ka ilaaj faqat zulfiqar hai | Joan Rizvi | 15 shabaan zahoor e Imam Zamana(as) with lyrics 

Manqabat 2019 | is dor ka ilaaj faqat zulfiqar hai | Joan Rizvi | 15 shabaan zahoor e Imam Zamana(as) with lyrics

recited : joan rizi manqabat

Title | is dor ka ilaaj faqat zulfiqar hai

Poetry | Mahmood Rizvi

Audio | ODS Karachi

Video & Editing | TNA Productions


Manqabat 2019 | is dor ka ilaaj faqat zulfiqar hai | Joan Rizvi | 15 shabaan zahoor e Imam Zamana(as) with lyrics 

dunia main aaj pehla hua inteshar hai halat keh rahay hain had e intezar hai yeh humna kab kaha k humain jung sa pyar hai is dour ka ilaaj faqat zulfiqar hai parda utha k ghaib sa ayain bari hai aas lein adal ki fiza main kabhi chain ki to saans is zindagi ka mola kahan aitbaar hai kerdein agar zahoor qayamat ki ho ghari her dour k yazeed ko lag jayay kap kapi pora ho hisaab jo abhi tak udhaar hai pani pa aker mola musalla bhichaiya eesa perhay namaz imamat keraiya sahil sa mooj kehti yehi bar bar hai jo baaniya sitam hai koi bhi na bach sakay kis main hai dam ajar ka jo samna kernay na charnay ab pahar na chupnay ko ghaar hai Zahra ka laal ghaib sa ayay to dekhna qabaroon sa nikal k woh kahaingay yeh dekhna yeh to wohi hai hath wohi zulfiqar hai likhker ariza yaad bhi kertay hain subah shaam majlis ka manqabat ka bhi kertay hain aitmaam zikar e zakat o khums hi zehnoon pa baar hai kaisa hai ishq kaisa mera intezar hai sorish kahen fasaad kaheen fitna sazia apnoon k darmayan yeh hoti laraiaan tehzeeb ka yehi hai yehi kya showar hai majlis main koi jayay ga masjid main koi aur mataam koi keray ga to amaal koi aur aaal e nabi na kya yeh kaha aik baar hai Mola kisi tarhan sa humain aik kijiya likha arizay pa hai yehi dekhlijiya mola diloon ko jordh do sab ki pukar hai Rizvi bus aik dard ka darya tha behgaya ashkoon pa likh k Joan Arizay pa kehdiya woh keh gayay jo hal e dil e beqarar hai Is dour ka ilaaj faqar zulfiqar hai =======================

About Imam Mehdi (as)

Hazrat Imam Mahdi (aj) is the twelfth and last of the chain of the Purified Imams (as) and the divine successors. He was born at the time of dawn, on Friday the 15th of Shaban 255 A.H. in the city of Samarrah1. His respected father is Imam Hasan al-Askari (as). His beloved mother is Janab al-Nargis Khatoon (ra). She was the descendant of the Caesar of Rome from her father's side and from her mother's side she had descended from shamoon the vicegerant of Hazrat Isa (as).2 This exalted personality has the same name and kunniyat (agnomen) as the Holy Prophet (S). His titles are Mahdi, Hujjat, Qaem, Montazer, Sahibuzzaman and Khalaf al-saleh. His most famous honourific however is Al-Mahdi (aj).3 Ibn Khallikaan writes; "His well-known title is Hujjat. The shias know him by the titles, Montazar, Qaem and Mahdi"

Comments

Popular posts from this blog

Mubarak Ho Tumhe'n Shaban

WOH AYENGY | IMAM E ZAMANA

Ya Imam Zaman (ع)