Posts

Showing posts from April, 2020

Maula Mehdi (A.t.f.s.) Aajaiye

Image
Maula Mehdi (A.t.f.s.) Aajaiye                           mir hasan mir manqabat lyrics poet : mir takallum mir manqabat khwan : mir hasan mir manqabat volume : mir hasan mir Maula Mehdi (A.t.f.s.) Aajaiye                                         mir hasan mir manqabat lyrics   Maula Mehdi (A.t.f.s.) Aajaiye                mir hasan mir manqabat lyrics Al Ajal.....4 Muntazir Kab Talak Main Rahun Aai Imam (A.t.f.s.) Meri Sansen Kahin Ho Na Jaaie Tamam   Maula Mehdi (A.t.f.s.) Aajaiye.....4   Deedar Ki Aakhri Aas Mein .....2 Khat Likh Raha Hai Yeh Khadim Tumhein Maula Mehdi (A.t.f.s.) Aajaiye.....2   Kije Kabool Aqa (A.t.f.s.) Mera Salam Bus Ek Azadar Hai Mera Naam Kabil Nahi Jaanta Hun Magar Kehta Hun Khud Ko Tumhara Gulam Kya Hun Mujhe Khud Yeh Batliye   Maula Mehdi (A.t.f.s.) Aajaiye.....2   Fariyad E Aur Istegase Huzur Sarkar (A.t.f.s.) Sunte To Honge Zaroor Be Chain Khud Bhi Hai Gaibat Mein Aap Kap Hoga Maula (A.t.f.s.) Batate Zuhoor Hum Ko Na Ab

15 Shaban Manqabat 2020 - IK ZAMANA AYE GA - Manqabat Imam Mehdi - Joan Rizvi 2020 - Imam e Zamana with lyrics

Image
15 Shaban Manqabat 2020 - IK ZAMANA AYE GA - Manqabat Imam Mehdi - Joan Rizvi 2020 - Imam e Zamana with lyrics BISMILLAH... Noha Khuwa - Joan Rizvi Manqabat Title - IK ZAMANA AYE GA Poet - Zeeshan Abidi Composition - Ustad Akbar Abbas Audio - Lawa Studio Video | Arif Khan Graphics | Humair Rizvi Islamic Date | 15 Shaban Wiladat Imam Mehdi (as) BISMILLAH... Imam e Zamana Manqabat 2020 - 15 Shaban Manqabat 2020 - Manqabat Imam Mehdi 2020 - Manqabat Imam e Zamana - Joan Rizvi New Manqabat 2020 - Aik Zamana Aye Ga With Lyrics - 15 Shaban Wiladat Imam Mehdi - 15 Shaban Ki Fazilat - New Manqabat 2020 - Imam Mehdi Ka Zahoor 15 Shaban Manqabat 2020 - IK ZAMANA AYE GA - Manqabat Imam Mehdi - Joan Rizvi 2020 - Imam e Zamana with lyrics ● MANQABAT - L Y R I C S ● Her zamana muntazir hai jiska who ajayay ga Aik Zamana ayay ga! Raaz k her Raaz sa parda hataya jayay ga Aik Zamana ayay ga! Ba abad Eesa(as) nabi ho jayaingay saf main kharay

Woh Aa Raha Hai Mir Hasan Mir New Manqabat 2020 with lyrics

Image
Woh Aa Raha Hai | Mir Hasan Mir New Manqabat 2020 | Arrival of Imam Mahdi | Imam e Zamana with lyrics ll بِسْÙ…ِ اللَّÙ‡ِ الرَّØ­ْÙ…َÙ†ِ الرَّØ­ِيم ll Woh Aa Raha Hai | Mir Hasan Mir New Manqabat 2020 | Arrival of Imam Mahdi Manqabat | Imam e  Zamana Manqabat 2020 | ☆ Nahe Chalega ☆ Recited By | Mir Hasan Mir Poetry By | Hasnain Akbar Composition: Raza Shah Video By | VOS- Mohammad Ali (+923452989568) Audio Recorded By | ODS Translation: Ahmed Verani Creatives | Alamdar Raza (SAR Creative) ☆ On the Auspicious Occasion of 15 Shaban Amad e Hadi e Barhaq Imam Zamana Al Mehdi Sahib e Asro wa Zaman (atfj) ☆ Gift for All Momineen ☆ Woh Aa Raha Hai Mir Hasan Mir New Manqabat 2020 with lyrics ●● MANQABAT LYRICS ● ●  ●Sab thaat para reh jaye ga jab aane wala ayega Ye dharti sona ugle gi, ye charkh gohar barsayega Kaabe ki chat par Ghazi ka, ek roz alam lehrayega ●Woh aa raha he ke jis ke aage kisi ka kehna nahi chalega Baghayr farman e Ibn e Zahra, nizaam

Jaisa Mera Moula Waisa Koi Nahi

Image
Jaisa Mera Moula Waisa Koi Nahi | Mir Hasan Mir | 13 Rajab | Manqabat 2020 | Manqabat Mola Ali |as| with lyrics Manqabat Title | ☆ Koi Nai Ali Jiya Koi Nai | Jaisa Mera Moula Waisa Koi Nahi  ☆ Recited By | Mir Hasan Mir Poetry By | Mir Takallum Tune | Raza Shah Creatives | SAR Creative Alamdar Raza Audio | ODS Karachi Video | TNA Ali Arman Jaisa Mera Moula Waisa Koi Nahi | Mir Hasan Mir | 13 Rajab | Manqabat 2020 | Manqabat Mola Ali |as| with lyrics ●● MANQABAT LYRICS ● ●  ●Jaisa mera maula wesa koi nahi ●Ya Ali ya Ali ya Ali___ya Ali ya Ali  ya Ali Maula Maula Maula ya Ali___Maula Ali ●Ya shahe auliya waris e Mustafa,ya Ali Murtaza,ya Ali ailiya Ya Ali ya Ali ya Ali ya Ali___Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali___ Ali Ali Ali Ali Ali ●Koi nahi Ali jiya koi naee___jaisa mera maula wesa koo naee Saqi e kosar,shafi e mehshar koi nahi hai tere baraber Koi nahi,koi nahi,koi nahi Ali jiya koi nahi Jaisa mera maula wesa

Ali Sher e Khuda Haider Haider (ع)

Image
New Manqabat 2019 | Ali Sher e Khuda Haider Haider (ع) | Mir Hasan Mir | New Manqabat Mola Ali 2019 | Haider Haider | Mir Hasan Mir Manqabat | Mir Hasan mir 13 Rajab Manqabat with lyrics Recitor | Mir Hasan Mir Poetry | Mir Takallum Composition | Raza Shah Chorus | Sonu Monu and Rajab Ali Translation | Hayder Shirazi  Video | Tna (Ali Arman) Video Editing | Zeeshan Syed Audio Master & Mixing | ODS Studio ( Karachi) New Manqabat 2019 | Ali Sher e Khuda Haider Haider (ع) | Mir Hasan Mir | New Manqabat Mola Ali 2019 | Haider Haider | Mir Hasan Mir Manqabat | Mir Hasan 13 Rajab Manqabat with lyrics ●● MANQABAT LYRICS ● ●  Haider Haider Haider Haider (ع)  Ali Ali Ali Ali Ali Ali Haq Ali Ali (ع)  Ali Sher e Khuda Haider Haider (ع)  Gurur e Kibriya Haider Haider (ع)  Wasi e Mustafa Haider Haider (ع)  Tera Darbar Dunya Main Muqaddar Saaz Hai Mola Jisay Parwaz Tu Dai Dai Wohi Shahbaz Hai Mola Pas e Parda Muhammad Se (SAWW) Shab e Mer

Mubarak Ho Tumhe'n Shaban

Image
Shaban New Manqabat 2020 | Ameer Hasan Aamir | Mubarak Ho Tumhe'n Shaban | New Manqabat 2020 | Manqabat Mola Abbas 2020 | Ameer Hasan Aamir Manqabat 2020 | Ameer Hasan Aamir Ki Munajat Reciter - Safeer E Aza, Syed Ameer Hasan Aamir Poet - Akhtar Sirsvi ►Year - 2020/1441 Hijri ►Audio - ODS (Audio Mix & Master Omar Quraishi) ►Video - Azmat Ali ►Production - Azadari Chitora Shaban New Manqabat 2020 | Ameer Hasan Aamir | Mubarak Ho Tumhe'n Shaban | New Manqabat 2020 | Manqabat Mola Abbas 2020 | Ameer Hasan Aamir Manqabat 2020 | Ameer Hasan Aamir Ki Munajat ►LYRICS:- Mubarak Ho Tumhe'n Shaban Ahlan wa sahlan Marhaba x2 Mubarak ho Mubarak ho x2 Wafa e jhoom ke kehti hain Teri khushiyon par aye shaban  hazaro eide ho qurbaan... Ata E Haq Se mila abbas ali ka pura huwa armaan hazaro eid e ho qurbaan.......... Wafa ki roshan hai qandil madina Noor me hai tabdil Ke wajib hukm ki hai taamil chalo ustaad ke ghar jibreel  Zamee p

Shaban Ky Din Hain

Image
Shaban Ky Din Hain  Manqabat Imam Hussain 2020 - Ali Akbar Ameen Manqabat Recited | Ali Akbar Ameen Manqabat Title | Shaban Ky Din Hain Poetry | Akhtar Sirsvi Audio | Lawa Studio Composition | Ali Hasan Camera | Click 14 Video & Editing | Azmat Ali Islamic Date Today | 3 Shaban Wiladat Mola Hussain (as) Shaban Manqabat 2020 - Shaban Ky Din Hain - Manqabat Imam Hussain 2020 - Ali Akbar Ameen Manqabat ● ● M A N Q A B A T   L Y R I C S  ● ● Eido ka mahina hai ye shaban ke din hai Masoom. O ki Aamad hai badi Shan ke di hai Paidaishe shabbir hai fitrus ko bata do Mil jaengy par shah ke jhuley say laga doe Allah ke Mujrim Pa Bhi Ehsan Ke din hai Hai teesri Shaban shahe karbobala ki Or chowthi hai tarikh wafaoN ke Khuda ki Suro ka Mahina Hai Ye Quran ke din hai Hasnain ke kapde abhi laya hai falak say Hota hai guma fakhr ka chehre ki chamak say  Lagta hai badle hue Rizwan ke din hai Kyon karte hoe tum majliso mehfil say kanar

is dor ka ilaaj faqat zulfiqar hai

Image
Manqabat 2019 | is dor ka ilaaj faqat zulfiqar hai | Joan Rizvi | 15 shabaan zahoor e Imam Zamana(as) with lyrics  recited : joan rizi manqabat Title | is dor ka ilaaj faqat zulfiqar hai Poetry | Mahmood Rizvi Audio | ODS Karachi Video & Editing | TNA Productions Manqabat 2019 | is dor ka ilaaj faqat zulfiqar hai | Joan Rizvi | 15 shabaan zahoor e Imam Zamana(as) with lyrics  dunia main aaj pehla hua inteshar hai halat keh rahay hain had e intezar hai yeh humna kab kaha k humain jung sa pyar hai is dour ka ilaaj faqat zulfiqar hai parda utha k ghaib sa ayain bari hai aas lein adal ki fiza main kabhi chain ki to saans is zindagi ka mola kahan aitbaar hai kerdein agar zahoor qayamat ki ho ghari her dour k yazeed ko lag jayay kap kapi pora ho hisaab jo abhi tak udhaar hai pani pa aker mola musalla bhichaiya eesa perhay namaz imamat keraiya sahil sa mooj kehti yehi bar bar hai jo baaniya sitam hai koi bhi na bach sakay kis main hai dam ajar ka jo sam

WOH AYENGY | IMAM E ZAMANA

Image
15 SHABAN MANQABAT | WOH AYENGY | IMAM E ZAMANA | RAJAB ALI KHAN | IMAM MEHDI QASIDA | 15 SHABAN DUA with lyrics  15 SHABAN MANQABAT | WOH AYENGY | IMAM E ZAMANA | RAJAB ALI KHAN | IMAM MEHDI QASIDA | 15 SHABAN DUA AL AJAL YA IMAM AL AJAL AL AJAL YA IMAM AL AJAL YA SAHIB UZ ZAMAAN AL AMAN AL AMAAN AL AMAAN ALMAAN HARAM PY NAZREIN JAMAYE RAKHNA HARAM PY NAZREIN JAMAYE RAKHNA WOH AYENGY DIL LAGAYE RAKHNA YAQEE KI SHAMA JALAYE RAKHNA WOH AYENGY DIL LAGAYE RAKHNA HARAM PY NAZREIN JAMAYE RAKHNA WOH AYENGY DIL LAGAYE RAKHNA KABHI NAHI MASLIHAT PASANDI ALI WALI KI WILA PY KARNA BINA ALI KY NAHI HAI KUCH BHI ALI PY JEENA ALI PY MARNA AQEEDA APNA BACHAYE RAKHNA - AQEEDA APNA BACHAYE RAKHNA WOH AYENGY DIL LAGAYE RAKHNA HARAM PY NAZREIN JAMAYE RAKHNA WOH AYENGY DIL LAGAYE RAKHNA MUHABATEIN MURTAZA KI QEEMAT HAI KAM SY KAM JAN SY GUZARNA HAI JAN KY BADLY UNKA MILNA TOH ZINDAGI KYUN TAWEEL KARNA  HATHELI PY SIR UTHAYE RAKHNA WO

Suno Baad e Zahoor Kiya Hoga

Image
Mir Hasan Mir | Suno Baad e Zahoor Kiya Hoga | New Manqabat 2019 | Arrival of Imam Mahdi Manqabat with lyrics Reciter | Mir Hasan Mir Kalam Title | Suno Baad e Zahoor Kiya Hoga Poetry | Payaam Azmi Additonal Stanza | Hasnain Akber  Composition and Arranged  | Raza Shah Translation | Hyder Sherazi Video & Editing | Zeeshan Syed Audio Master & Mixing | ODS Official Studio ( Karachi)  Manqabat Cover Design By | Aun Zaidi Mir Hasan Mir | Suno Baad e Zahoor Kiya Hoga | New Manqabat 2019 | Arrival of Imam Mahdi Manqabat with lyrics  Suno Baad e Zahoor Kiya Hoga ●● MANQABAT LYRICS ● ●  Al ajal Al ajal ya sahib zaman Al aman Al aman, Jab Imam Ayengaye Haal hum sunaige ,Jab Imam Ayengaye Bam-o-dar sajaienge,Jab Imam Ayengaye Zakhm dil dhikaye ge,jab imam ainge Mehfilein jamainge,jab imam ainge Jashan hum manainge,jab imam ainge Jo mushkilein hai to mushkil khusha bhi hai koi Hazar gham hain to gham ki dawa bhi hai koi Jo qaf

Ya Imam Zaman (ع)

Image
Manqabat 2019 | Ya Imam Zaman (ع) | Dr Amir Rizvi Manqabat | 15 Shaban Manqabat | Imam Mehdi | Imam Zamana with lyrics Recited | Dr Amir Rizvi Manqabat Title | Ya Imam Zaman (ع) Poetry | Rehan Azmi Composition | Ustad Akber Abbas Audio | ODS - Karachi Video & Editing | Tna Production  Manqabat 2019 | Ya Imam Zaman (ع) | Dr Amir Rizvi Manqabat | 15 Shaban Manqabat | Imam Mehdi | Imam Zamana with lyrics Ya imam-e-zaman,Ya imam-e-zaman Qabr-e-Zehra sada de rahi hai tumhain Mere bete zarurat hai teri hamain Hoga tameer kab qabar per saiban Muntazir ik zamana hai sarkar ka Kab sharaf ap bakhshe ge deedar ka Ab to ajaiye shahe kon-o-makan Adl-o-insaf ka khoon hone laga Deen kay naam per ab hai zulm-o-jafa Aiye ap kabaay Main Dainay Azaan Ab Alam lekay Ghazi ka ajaiye Chat pe kaabe ki parcham yeh lehraiye Amn-o-insaf ka phir ho darya rawan Hum azadar hai khadman-e-Ali Nazre shabbir hai har ghari dil lagi Farsh-e-majlis hamare l

Al Ajal Ya Imame Zamaan

Image
15 Shaban Manqabat | Al Ajal Ya Imam-e-Zamana | Manqabat Imam Mehdi | Asim Lilani Manqabat Reciter | Asim Lilani Poetry | Nargis Lilani Chorus | Own Rizvi Videography | Alli Walji Video editing | Focus Studio, Pakistan Audio master & mixing | ODS Studio, Pakistan Audio recording: Westwires Studio Special thanks: Mazahir Abbas, Own Rizvi, Alli Walji 15 Shaban Manqabat | Al Ajal Ya Imam-e-Zamana | Manqabat Imam Mehdi | Asim Lilani Manqabat Al Ajal Ya Imam-e-Zamana Al Ajal Ya Imame Zamaan Puri kardo meri ye Dua x2 Al Madad Ya Imame Zamaan Al Ajal Ya Imame Zamaan x4 1. Ai mere baarwe Murtaza Koi aisa bane silsila Mei Ziyarat karu aapki Dekhlu Chehra-e-Muntazir Mera har ek amal aisa ho Khush hojae Imame Zamaan Al Ajal Ya Imame Zamaan x4 2. Deen-o-Dunya ki dolat mile Ilmo naafe ki himmat mile Door hojae taarikiya Noor ka ho samaa har jagaa Mehdiye deen chale aaiye Muntazir hai ye sara jahaan Al Ajal Ya Imame Zamaan

Ali (as) Ka Laal Zamaane Mein Aane Wala Hai

Image
  Ali (as) Ka Laal Zamaane M ein Aane Wala Hai Title | Ali (as) Ka Laal Zamaane Mein Aane Wala Hai Poet | Raza Shah Tune | Raza Shah Audio | ODS Karachi  Video | The Focus Studio Media partner | Shia Online Community - Shia Multimedia Team Islamic Date | 15 Shaban Wiladat e Imam Mehdi (As) Ali (as) Ka Laal Zamaane M ein Aane Wala Hai Naseeb dono jahaan ka jagaane waala hai Ali ka laal zamaane mein aane waala hai Khud apni aql se fatwe lagane waalo ko Ghadeer e khum ki tarha bhool jaane waalo ko Sabaq wilaa e ali ka parhane waala hai Ali ka laal zamaane mein aane waala hai Hamein jo yusuf e zahra ki deed hojae Qasam khuda ki malango ki eid hojae Suna hai woh rukh e roshan dikhaane waala hai Ali ka laal zamaane mein aane waala hai Jo kibriya ki hai mojiz numaai ka shahkar Woh hoke aaega jis waqt baadalon pe sawaar Musalla paani pe apna bichaane waala hai Ali ka laal zamaane mein aane waala hai Isi janaab ko kehte hai yaadgaar e al

Maula zahoor Kijiye Dil Bekarar hai

Image
Maula zahoor Kijiye Dil Bek arar hai  shadman raza (2013) lyrics manqabat khawan : shadman raza Maula zahoor Kijiye Dil Bek arar hai  shadman raza (2013) lyrics Maula zahoor Kijiye Dil Bek arar hai  shadman raza  lyrics  Maula zahoor Kijiye Dil Bekarar hai  sadiya guzar chuki hai bahot Intezar hai  Mere Maula (4)  andar ki Karbala me rasad chahiye hame  ai warise Hussain madad Chahiye hame  yah ruh ki Sada Hai Ye Dil Ki Pukar hai  jo aakhri Imam ke jitna Kareeb hai  usko zahur utna hi lagta  Kareeb lagta hai Sahil woh  Saamne Hai  Safina yah Paar Hai karni hai kaenat hai ab adl se wasi Awaz de raha hai Tumhe jannatul Baqi  bus muntazir Imam ka Harek Mazaar hai ilmo amal ke sath azadar chahiye nusrat Ke wastey bhi toh kidhar chahiye Apne Amal ka aadami khud zimmedar hai duniya ki khwahisho se pare bhagte raho nazik hai zuhur sahar jagte raho  nazdik Fatima ki Chaman ki bahaar hai fathe mubi me legi anaao

KAHO YAA MEHDI Kaho ya mehdi

Image
  KAHO YAA MEHDI Kaho ya mehdi                        mir hasan mir manqabat 2012     KAHO YAA MEHDI Kaho ya mehdi                        mir hasan mir manqabat 2012      KAHO YAA MEHDI Kaho ya mehdi mir hasan manqabat  2012 mir hasan 2012 manqabat KAHO YAA MEHDI Kaho ya mehdi Ya mehdi *6 As salam assalam ai imame zaman Kaho ya mehdi *4 Ye sari qaaenaat hai qaem imam se 2 Baki khuda ka naam hai mehdi k naam se Ek pal ko sochye na agar ho shahe zama Badal rahe ne abr na barsaat ka nisha Pis jae kaaenaat pahado ke darmiya Dharti k sar pe aan gire pal me asmaa In sare hadsate zamana ke saamne 2 Diwar khaich rakkhi hai mere imam ne Suraj ko saare raste batata hay khud imam Mashrik hai yeh yaha se nikalna hai tera kaam Thak jae gar safar me toh phir bhi hai ek maqaam Magrib hai mere kadmo me karna yahi qayaam Keh de jaha se wah se nikalta hay aaftaab 2 Mehdi se puch puchke chalta hai aaftaab Wo hai toh kaaenat hai woh hai to zind